ramadan ka chand mubarak
ramadan ka chand mubarak 🌙
assalamu alaikum to evryone...
khush kismat hai o insan aabad rahega o insan jo ramadan ka chand dekhe aur magrib ki namaz pare aur dua kare allah uski dua kabool karenge.
aur uski ek saal ki rozi me barkat bhar denge .
usko noor denge insha allah.
to koshishh karo k vchand dekhne ki allah apko pura ajar dega jab aap a sab amal karenge.
to assalamu alaikum aapka ramadan ache se jaye...
insha allah mai ramadan ke fazails bataunga to stay tuned...
#ramadan #ramadanchand #tblogg
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें